Wednesday 7 March 2018

Google search se Deleted ya purane content ko remove kaise kare

hello friends aaj iss post me hum baat karenge ki Google search se Deleted ya purane content ko remove kaise kare dosto hota kya jbb bhi aap apne blog ya website se koi post delete krte ho lekin fir bhi vo post ya content google me show ho rha ha ya fir aap kisi content ko google search engine se remove krne ke bare me search kr rhe ho to aap shi jagh pr ha aaj me apko btyunga ki aap kaise kisi bhi content ko google search engine se remove kr skte ho.


Google search  se Deleted ya purane content ko remove kaise kare

dosto agr apki koi old post ya fir koi deleted content google me abb bhi index ho rha ha to mane niche kuch steps btaye ha jinhe follow krke aap google search cosole ke jariya kisi bhi old content ko deindex ya fir remove kr skte ha iske lia aap iss post ko pura padhe i hope apki sari confusion dur ho jygi. 


dosto kafi new bloggers iss problem ko lekr confuse rhte ha unhe samjh nhi ata ki kaise isko thik kaise kia jaye lekin dosto apko tension lene ki koi zarurt nhi ha yeh kafi assan ha bus apko thoda samjhna ha islia aap hmare sath iss post pr bne rhe aur mere btaye steps ko follow kare.


Google search se Deleted ya purane content ko remove kaise kare


dosto content ko remove krne ke lia sabse phle apke ekk google webmaster tool pr account hona zaruri ha iske bina aap google search se content ko remove nhi kr skte sabse phle apko google webmaster tool me jana ha aur apni content ki request ko submit krna ha fir google 1 2 din me apke content ko remove kr dega 



  • Step 2 abb apko content ke url ko copy krna ha jisko aap delete krna chate ha 

  • Step 3 abb box me content ke url ko paste kr dijiye aur fir request removal pr click kr dijiye


  • Step 4 abb apke samne ek window pop hogi usme apko request removal pr click krna ha 



buss itna krne ke baad apke samne ekk window open hogi isme apko ok pr click krna ha fir apki request pending me daal di jygi fir 2 3 din baad google apke old conetent ko remove kr dega iske baad apke apni post ka status niche dekh skte ha usme shuru me pending likha ayga lekin kuch time baad google usse accept kr lega 


dosto in steps ko follow krke aap kisi bhi post ko deindex kr skte ha in tariko ko follow krke aap koi bhi page ko google search engine se remove kr skte ha 


dosto agr ye article apke thoda bhi kaam aya to isse social media pr share kre 

0 comments: