Sunday 4 March 2018

Blogger Blog me category widget kaise add kare in hindi - Vermajitips

Hello,dosto aaj hum baat karenge ki Blogger Blog me category widget kaise add kare isse fayda ye hoga ki jb bhi koi visitor apke blog pr ayga to usse asani hogi jis bhi topic ke bare me vo janne chata ha usko khojne me dosto apko bhi apne blog pr category list add karni chaiya jisse visitors ko asani ho kisi bhi topic ke bare me janne me agr aap bhi apne blog pr category list add krna chahte ha to niche btaye hue steps ko follow kare 

Blogger Blog me category widget kaise add kare


Blogger Blog me category widget kaise add kare

Blogger pr category widget add karna kafi zaruri ha isse apke blog pr traffic increase hota ha jiase koi visitor apke blog aya kisi article ko dekhker aur usse uski man pasand koi category mil gyi to fir vo aur jada time tak apke blog par rahega jisse apka bounce rate bhi kam hoga aur apke pageview badhenge agr apne apne blog pr category widget nhi lagaya ha to apko problem aa skti ha aur apka blog bhi kafi unattractive lagega.


 aap niche btaye hue steps ko follow krke asani se category widget apne blog me lga skte ha 

  • Step 1 sabse phle blogger me jaye aur apne account se login kr lijiye 

  • Step 2 abb layout pr click kare aur uske baad apko jah pr category add karni ha wah pr add gadget pr click kare 

  • Step 3 add gadget pr click karne ke baad apko niche ki aur ek option milge link list ke naam ka us pr click krna ha 




  • Step 4 abb apke samne ek aur window open hogi 

  1. iss box me apko category likhna ha 
  2. iss box me apko kuch nhi likhna isko khali rhne de
  3. iss box me ye apko ye btana ha ki apki category abc serial wise hogi ya fir automatic set ho 
  4. iss box me apko apni category ka name dalna ha jaise blogging,youtube,make money online etc
  5. yah pr apko apne blog ke tags ya label ka url dale aap kitna bhi url add kr rkte ho 
  6. abb apko add link pr click krna ha 
  7. abb aap save pr click kr de ]


buss save hone ke baad apki category list add ho jygi ye dikhne me kuch iss tarh dikhegi 





itna krne ke baad apke blog me category widget add ho jyga agr apko kuch samjh nahi aya to hume comment kr ke btaye 

dosto agr apko hamri ye post achhi lagi t comment me jarur btaye 


0 comments: